Site icon zarahatkeblog

Dosti mujhe kaanta bankar chubti hai…

Advertisements

Dil par haath rako toh yaara, dil se aah nikalte hai

Mere yeh dosti mujhe kaanta bankar chubti hai

 

Khulti nahi baatein joh bandh darwaze mein hote hai

Par ruswa karte hai diljaan keh kar yeh vaada faroshi hai

Dil par haath rako toh yaara, dil se aah nikalte hai

Mere yeh dosti mujhe kaanta bankar chubti hai

 

Sawalon ke katghare mein roz nilaam hote hain hum

Naam tera lekar roz sule chadte hai hum

Log toh zindagi mein ek baar marte hain

Hum to roz zeher pekar bhi haste hain

Dil par haath rako toh yaara, dil se aah nikalte hai

Mere yeh dosti mujhe kaanta bankar chubti hai

 

Vaada toh kiya tha humne woh roz mujhpar titholi karta hai

Taash ke paton se bana gharonda mujhe chedta hai

Tere liyeh sune raaston pe phul khilayenge

Haath mein lekar Deepak andhere ko mithayenge

Dil par haath rako toh yaara, dil se aah nikalte hai

Mere yeh dosti mujhe kaanta bankar chubti hai

 

Pic Credits: https://freefallintoreality.com/2012/06/22/the-unseen-opportunity-in-pain-and-suffering/

Exit mobile version